This is default featured post 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Wednesday 30 January 2013

Tere mere pyaar ki


Ghulane de zara saason mein
ghulane de zara pyaar ko
har taraf har jagah failee chandni to
main hi kyun tarsu chand ko
mere khuda kabhi yun hi koi khushi
 chhoti si kismat mein apni bhi to ho
tere mere pyaar ki aaisi ho yeh dastan
aankhon se baaten ho bas
yeh lab rahe lab rahe bezuban
tere mere pyaar ki ankahi ansuni
ruhani ruhani yeh kahani

han leharon ki bechaini mein tera izhaar hai
chandni mein pighala pighala tera hi to pyaar hai
apni subaha se keh de chal to ek baar re
main to jaungi kya galat kya sahi
koi diwana sa ho ke dil bhula
sab bhula re sab bhula re
tere mere pyaar ki aaisi ho yeh dastan
aankhon se baaten ho bas
yeh lab rahe lab rahe bezuban
tere mere pyaar ki ankahi ansuni
ruhani ruhani yeh kahani

Tu hai rab mera


Do nainon mein aao na baatein karen
dono aankhon hi aankhon mein baatein kare
waqt hansi tere saayen mein beeten
khil uthe dil ka jahan
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai sab mera rab janta hai
tu hai rab mera

sajani mora laage na man man le gayon
mera mandir bhi tu meri puja bhi tu
meri masjid bhi tu hai ibadat bhi tu
tu na darza khuda ka de insaan main hun
tera humdard saathi meharban main hun
waqt hansi tere saayen mein beeten
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai sab mera rab janta hai
tu hai rab mera

mera darpan hai tu meri punji hai tu
mera tirath hai tu meri jannat hai tu
main hifazat karunga teri har kadam
yeh vachan tutega na jeeteji sanam

waqt hansi tere saayen mein beeten
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai sab mera rab janta hai
tu hai rab mera

Rab di marzi


Ho rab di haan rab di haan rab di marzi marzi
ho marzi haan marzi haan marzi rab di marzi
dard-e-jiyan pe marham bhar de mere malik
indra dhanush ke rang mein rang de dhode khalik
nafarat ka kahin naam rahe na ishq ho khalis
ishq bina jee na payenge tere yeh aashiq
Ho rab di haan rab di haan rab di marzi marzi
ho marzi haan marzi haan marzi rab di marzi

registan bana jata hai shahar hamara
noor ki apne pyaase dilon pe kar de baarish
roshan kar de dil ka kamara itni hai khwahish
mera yeh haq hai tujh se main maangoo
 khud ki khatir
ho ujale ujale sapne bhar de
jag maga de aankhen
sapne bhi tu hi dega jab tune di hai yeh aankhen
Ho rab di haan rab di haan rab di marzi marzi
ho marzi haan marzi haan marzi rab di marzi




Mast kalandar


Ho laal meri pat rakhiyon bala jhulelalan
 ho laal meri pat
ho laal meri pat rakhiyon bala jhulelalan
ho laal meri pat rakhiyon bala jhulelalan
shindadi da shewad da sakhi shabash kalandar
dama dam mast kalandar
ali dam dam de andar
dama dam mast kalandar
ali da pehla number
ho laal meri ho laal meri
ho laal meri ho laal meri

chaar charaag tere bharan hamesha
panjwa mein baran aaye bala jhulelalan
ho panjwa mein baran aaye bala jhulelalan
laal meri ho laal meri
shindadi da shewad da sakhi shabash kalandar
dama dam mast kalandar
ali dam dam de andar
dama dam mast kalandar
ali da pehla number

har dam pida teri khair ho ve
naame ali beda paar laga jhulelalan
shindadi da shewad da sakhi shabash kalandar
dama dam mast kalandar
ali dam dam de andar
dama dam mast kalandar
ali da pehla number
laal meri ho laal meri
ali ali ali

























Man mera


Saari raat aahen bharta
pal pal yaadon mein marta
maane na meri man mera
thode thode hosh madhoshi si hai
nind behoshi si hai
jaane kuch bhi na man mera
kabhi mera tha par begana hai yeh
diwana diwana samjhe na
kabhi chup chup rahen
kabhi gaya yeh karen
bin puchhe teri saari
kaisi maya yeh karen
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
thujhe jaane bina to itna ke
yeh tera diwana hai man mera
maane na man mera

rag rag vow samayan
mere dil par vow chhaya mere
mujh mein vow aaise kaise ja
dheere barsat mein pani jaise
koi kahani jaise
dil se ho tum tak jo bayan
aashiq hun tera purana hai yeh
diwana diwana samjhen na
kabhi chup chup rahen
kabhi gaya yeh karen
bin puchhe teri saari
kaisi maya yeh karen
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
thujhe jaane bina to itna ke
yeh tera diwana hai man mera
maane na man mera

tujh ko jo dekhen
yeh mujh ko leke
bas tere pichhe pichhe bhaagen
tera junoon hai tu hi sukoon hai
tujh se hi bandhe dil ke dhaagen

 kabhi chup chup rahen
kabhi gaya yeh karen
bin puchhe teri saari
kaisi maya yeh karen
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
thujhe jaane bina to itna ke
yeh tera diwana hai man mera
maane na man mera

 

Tuesday 29 January 2013

Thumka


Damaru ko to apne main
jalwa dhikha dun
saiyyan ko rasta main
ghar ka bhoola dun
kamsin kamariyan se lun jo hilore
aaisa laga dun thumka
thumka yeh mera thumka
chhodenga na yeh tumka

roop ki main chhalkati hun gagar
jidd pe aau to pee jaun sagar
mere aankhon mein jalte sharare
tewar mere tikhe karare
sardi ke mausam mein chadha dun
aaisa main peg rum ka
thumka yeh mera thumka
chhodenga na yeh tumka

jab main palke jhukake ootha dun
aashiqon pe main bijlee gira dun
loot loo jisko bhi jee mein aayen
ek dafa jo adayen dikha dun
koi offer karein hai angoothi
koi dikha de jhumka
thumka yeh mera thumka...


Rumani


Rumani aakhon ki jana gazal tum ho
befikar beraham jana katal tum ho
zameen se falak tak bedhadak bedhadak
itrati huee balkhati huee
baadalon ke tarah gote khati huee
behaya besharam kat ke bhaagi huee
sarfiri manchali pagal patang tum ho

 Rumani aakhon ki jana gazal tum ho
befikar beraham jana katal tum ho
zameen se falak tak bedhadak bedhadak
itrati huee balkhati huee
baadalon ke tarah gote khati huee
behaya besharam kat ke bhaagi huee
sarfiri manchali pagal patang tum ho
tum ho tum ho han tum ho

ek teri ghoot mein bahakisi main ho gayi
pee ke teri khushooyen
mehaki si main ho gayi
behaki behaki zoomu
mehaki mehaki ghoomu
ab saath tere chali yaar
befikar beraham behaya besharam
chaukani raahon ka
naya kadam tum ho tum ho
ho jaane kis shayar ka
jhoota waham tum ho
zameen se falak
bedhadak bedhadak
itrati huee balkhati huee
baadlon ki tarah gote khati huee
behaya besharam kat ke bhaagi huee
sarfiri manchali pagal patang tum ho
 rumani aakhon ki jana gazal tum ho