Tuesday 29 January 2013

mujh mein tu tu hi tu basa
nainon mein jaise kwab sa
jo tu na ho to pani pani naina
jo tu na ho to main bhi hunga main na
tum hi se mujhe sab aata
mujh mein tu.........

Ishq aashiqi mein kuch log chhatata hai
jakhm batata hai unhe dard batata hai
tod deta hai kwab saare dekhte dekhte
kar de barbaad sa
hai tere bin pani pani naina
han tere bina main bhi hunga main na
mujh mein tu..........

safar do kadam hai jise ishq log kehte hai
magar ishq wale sab safar mein hi rehte
khatm hota nahi umar bhar ishq ka rasta
hai yeh bairi saalon saal
jo tu na ho to pani pani naina
jo tu na ho to main bhi hunga main na
mujh mein tu..........


0 comments:

Post a Comment