Tuesday 29 January 2013

Thumka


Damaru ko to apne main
jalwa dhikha dun
saiyyan ko rasta main
ghar ka bhoola dun
kamsin kamariyan se lun jo hilore
aaisa laga dun thumka
thumka yeh mera thumka
chhodenga na yeh tumka

roop ki main chhalkati hun gagar
jidd pe aau to pee jaun sagar
mere aankhon mein jalte sharare
tewar mere tikhe karare
sardi ke mausam mein chadha dun
aaisa main peg rum ka
thumka yeh mera thumka
chhodenga na yeh tumka

jab main palke jhukake ootha dun
aashiqon pe main bijlee gira dun
loot loo jisko bhi jee mein aayen
ek dafa jo adayen dikha dun
koi offer karein hai angoothi
koi dikha de jhumka
thumka yeh mera thumka...


0 comments:

Post a Comment