This is default featured post 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured post 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Wednesday, 30 January 2013

Tere mere pyaar ki


Ghulane de zara saason mein
ghulane de zara pyaar ko
har taraf har jagah failee chandni to
main hi kyun tarsu chand ko
mere khuda kabhi yun hi koi khushi
 chhoti si kismat mein apni bhi to ho
tere mere pyaar ki aaisi ho yeh dastan
aankhon se baaten ho bas
yeh lab rahe lab rahe bezuban
tere mere pyaar ki ankahi ansuni
ruhani ruhani yeh kahani

han leharon ki bechaini mein tera izhaar hai
chandni mein pighala pighala tera hi to pyaar hai
apni subaha se keh de chal to ek baar re
main to jaungi kya galat kya sahi
koi diwana sa ho ke dil bhula
sab bhula re sab bhula re
tere mere pyaar ki aaisi ho yeh dastan
aankhon se baaten ho bas
yeh lab rahe lab rahe bezuban
tere mere pyaar ki ankahi ansuni
ruhani ruhani yeh kahani

Tu hai rab mera


Do nainon mein aao na baatein karen
dono aankhon hi aankhon mein baatein kare
waqt hansi tere saayen mein beeten
khil uthe dil ka jahan
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai sab mera rab janta hai
tu hai rab mera

sajani mora laage na man man le gayon
mera mandir bhi tu meri puja bhi tu
meri masjid bhi tu hai ibadat bhi tu
tu na darza khuda ka de insaan main hun
tera humdard saathi meharban main hun
waqt hansi tere saayen mein beeten
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai sab mera rab janta hai
tu hai rab mera

mera darpan hai tu meri punji hai tu
mera tirath hai tu meri jannat hai tu
main hifazat karunga teri har kadam
yeh vachan tutega na jeeteji sanam

waqt hansi tere saayen mein beeten
tu hai rab mera rab janta hai
tu hai sab mera rab janta hai
tu hai rab mera

Rab di marzi


Ho rab di haan rab di haan rab di marzi marzi
ho marzi haan marzi haan marzi rab di marzi
dard-e-jiyan pe marham bhar de mere malik
indra dhanush ke rang mein rang de dhode khalik
nafarat ka kahin naam rahe na ishq ho khalis
ishq bina jee na payenge tere yeh aashiq
Ho rab di haan rab di haan rab di marzi marzi
ho marzi haan marzi haan marzi rab di marzi

registan bana jata hai shahar hamara
noor ki apne pyaase dilon pe kar de baarish
roshan kar de dil ka kamara itni hai khwahish
mera yeh haq hai tujh se main maangoo
 khud ki khatir
ho ujale ujale sapne bhar de
jag maga de aankhen
sapne bhi tu hi dega jab tune di hai yeh aankhen
Ho rab di haan rab di haan rab di marzi marzi
ho marzi haan marzi haan marzi rab di marzi




Mast kalandar


Ho laal meri pat rakhiyon bala jhulelalan
 ho laal meri pat
ho laal meri pat rakhiyon bala jhulelalan
ho laal meri pat rakhiyon bala jhulelalan
shindadi da shewad da sakhi shabash kalandar
dama dam mast kalandar
ali dam dam de andar
dama dam mast kalandar
ali da pehla number
ho laal meri ho laal meri
ho laal meri ho laal meri

chaar charaag tere bharan hamesha
panjwa mein baran aaye bala jhulelalan
ho panjwa mein baran aaye bala jhulelalan
laal meri ho laal meri
shindadi da shewad da sakhi shabash kalandar
dama dam mast kalandar
ali dam dam de andar
dama dam mast kalandar
ali da pehla number

har dam pida teri khair ho ve
naame ali beda paar laga jhulelalan
shindadi da shewad da sakhi shabash kalandar
dama dam mast kalandar
ali dam dam de andar
dama dam mast kalandar
ali da pehla number
laal meri ho laal meri
ali ali ali

























Man mera


Saari raat aahen bharta
pal pal yaadon mein marta
maane na meri man mera
thode thode hosh madhoshi si hai
nind behoshi si hai
jaane kuch bhi na man mera
kabhi mera tha par begana hai yeh
diwana diwana samjhe na
kabhi chup chup rahen
kabhi gaya yeh karen
bin puchhe teri saari
kaisi maya yeh karen
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
thujhe jaane bina to itna ke
yeh tera diwana hai man mera
maane na man mera

rag rag vow samayan
mere dil par vow chhaya mere
mujh mein vow aaise kaise ja
dheere barsat mein pani jaise
koi kahani jaise
dil se ho tum tak jo bayan
aashiq hun tera purana hai yeh
diwana diwana samjhen na
kabhi chup chup rahen
kabhi gaya yeh karen
bin puchhe teri saari
kaisi maya yeh karen
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
thujhe jaane bina to itna ke
yeh tera diwana hai man mera
maane na man mera

tujh ko jo dekhen
yeh mujh ko leke
bas tere pichhe pichhe bhaagen
tera junoon hai tu hi sukoon hai
tujh se hi bandhe dil ke dhaagen

 kabhi chup chup rahen
kabhi gaya yeh karen
bin puchhe teri saari
kaisi maya yeh karen
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
thujhe jaane bina to itna ke
yeh tera diwana hai man mera
maane na man mera

 

Tuesday, 29 January 2013

Thumka


Damaru ko to apne main
jalwa dhikha dun
saiyyan ko rasta main
ghar ka bhoola dun
kamsin kamariyan se lun jo hilore
aaisa laga dun thumka
thumka yeh mera thumka
chhodenga na yeh tumka

roop ki main chhalkati hun gagar
jidd pe aau to pee jaun sagar
mere aankhon mein jalte sharare
tewar mere tikhe karare
sardi ke mausam mein chadha dun
aaisa main peg rum ka
thumka yeh mera thumka
chhodenga na yeh tumka

jab main palke jhukake ootha dun
aashiqon pe main bijlee gira dun
loot loo jisko bhi jee mein aayen
ek dafa jo adayen dikha dun
koi offer karein hai angoothi
koi dikha de jhumka
thumka yeh mera thumka...


Rumani


Rumani aakhon ki jana gazal tum ho
befikar beraham jana katal tum ho
zameen se falak tak bedhadak bedhadak
itrati huee balkhati huee
baadalon ke tarah gote khati huee
behaya besharam kat ke bhaagi huee
sarfiri manchali pagal patang tum ho

 Rumani aakhon ki jana gazal tum ho
befikar beraham jana katal tum ho
zameen se falak tak bedhadak bedhadak
itrati huee balkhati huee
baadalon ke tarah gote khati huee
behaya besharam kat ke bhaagi huee
sarfiri manchali pagal patang tum ho
tum ho tum ho han tum ho

ek teri ghoot mein bahakisi main ho gayi
pee ke teri khushooyen
mehaki si main ho gayi
behaki behaki zoomu
mehaki mehaki ghoomu
ab saath tere chali yaar
befikar beraham behaya besharam
chaukani raahon ka
naya kadam tum ho tum ho
ho jaane kis shayar ka
jhoota waham tum ho
zameen se falak
bedhadak bedhadak
itrati huee balkhati huee
baadlon ki tarah gote khati huee
behaya besharam kat ke bhaagi huee
sarfiri manchali pagal patang tum ho
 rumani aakhon ki jana gazal tum ho

mujh mein tu tu hi tu basa
nainon mein jaise kwab sa
jo tu na ho to pani pani naina
jo tu na ho to main bhi hunga main na
tum hi se mujhe sab aata
mujh mein tu.........

Ishq aashiqi mein kuch log chhatata hai
jakhm batata hai unhe dard batata hai
tod deta hai kwab saare dekhte dekhte
kar de barbaad sa
hai tere bin pani pani naina
han tere bina main bhi hunga main na
mujh mein tu..........

safar do kadam hai jise ishq log kehte hai
magar ishq wale sab safar mein hi rehte
khatm hota nahi umar bhar ishq ka rasta
hai yeh bairi saalon saal
jo tu na ho to pani pani naina
jo tu na ho to main bhi hunga main na
mujh mein tu..........



Raat ko teri chandni banake
main tujhe pyaar karun
subaha ko teri roshni banake
main tujhe pyaar karun
haale dil tujh ko sunaun haale dil
gamen dil tujh ko sunau gamen dil
tu mera rehbar tu hi mera dar
tu hi mere dil ka jahan
marjawa main tere naal
marjawa main tere naal
marjawa haansi ne naal

Ishq di galla karle
baahon mein mujhko bhar le
aayega jeene ka maza
han dil naal vich mujhko bhar le
hath na tu apna karle
aayega jeene ka maza
tu mera rehbar tu hi mera dar
tujh hai roshan
mere dil ka jahan
marjawa.............

tujh se mera jahan hai
zameen aur aasmaan hai
is baat ka gawah khuda
han tu meri iftegan hai
tu meri intekhan hai
is baat ka gawah khuda
tu mera rehbar tu hi mera dar
tujh hai roshan mere dil ka jahan
marjawa...............


Taal tol  tol taal
pani pani kuva sambhal
jiski maati uska bhaav
jiski kheti uski jameen hai
bawaji ki dhaus nahi hain
jiska ganna uski gandari hain

hum beej na denge
hum pyaaz na denge
kal ka darza aaj na denge
teri loha laathi nahin chalengi
teri hekadi haati nahi chalengi
ab zute hathoda hathoda hathoda
oothe rakh haath hat lootnewale
lootnewale hat lootnewale

raja teri sab sun dethi
raah se kankar chun dethi
jaag jaag ke kanta kanta
aur tere kambal odh dethi
raja lootnewale sun raja lootnewale

teri tanashahi nahi chalne denge
lo apna morcha nahi talne denge
teri chhatri lekar nahi chalenge
ab dhoop mein tere paav jalenge
jo khode kuva uska hi pani
hat lootnewale hat hat lootnewale


Kaun mera mera kya tu laagen
kyun tu bandhe man se man ke dhaagen
bas chale na kyun mera tere aage
 Kaun mera mera kya tu laagen
kyun tu bandhe man se man ke dhaagen
bas chale na kyun mera tere aage

chhod kar na tu kahi phir dur ab jana
tujh ko kasam hai saath rehna
jo bhi hai tu jhoot yaan sach hai
yaan bharam hai
apna banane ka jatan
kar hi chuke ab to
baiyya pakad kar aaj chal
main du bata sabko
kaun mera mera kya tu laagen
kyun tu bandhe man se man ke dhaagen
bas chale na kyun mera tere aage

Monday, 28 January 2013

Aa bhi ja mere meharman


Meri khatir bana hai tu
mujh ko jo hasil dua hai tu
tu rasta tu rahgujar
mere ishq ka hain pata
tu zustazoo tu aarzoo
dil de raha hai sada
aa bhi ja mere meharman
aa bhi ja na raha judan

beimtehan yun chahun tujhe main
jo tootke tu bikhare yahan
khatm na hogi aaisi mohabbat
karne laga hun main bepanah
katara bhi tera milen jo
rag rag mein meri basaun
tere pyaar ko didar ko
dil de raha hai sada
aa bhi ja mere meharman
aa bhi ja na rah juda

yun aagosh mein yun
bhar ke tujhe
saare jahan se kar dun juda
hai aksh tera mere liye hi
tera nishaan bhi mujh se juda
yeh bekhudin kaise kaabu
mitata chala ja raha hun
ek pal tere didar ko
dil de raha hai sada
aa bhi ja mere meharman
aa bhi ja na rah juda




Thoda Thoda


Sunday, 27 January 2013


Yeh jindagi ka karobar
yeh hasratein bhi beshumar
khud ke guroor par ho sawar
khud se hi apni jeet haar

yeh jindagi ka karobar
yeh hasratein bhi beshumar
khud hi khade hai khud ke khilaf
khud kashti hai khud hi sailab
khud hai sawal khud hi jawab
toofanon mein banake chiraag
kyon jalte jaye hai

yeh jindagi ka karobar
yeh hasratein bhi beshumar
khud ke guroor par ho sawar
khud hi khade hai khud ke khilaf
khud kashti hai khud hi sailab
khud hai sawal khud hi jawab
toofanon mein banake chiraag
kyon jalte jaye hai


Gulle ki begi   begi ka gulla
jab tamboo khola tab khullam khulla
balle ga bola phir main bola
matru ki bijlee ka mandola
matru re matru
matru ki bijlee ka mandola

chatak chatak dil chatak chatak dil
chatak chatak dil chataka
patak patak phir patak patak
phir patak patak phir pataka
hariya ka tan dola
bijlee ka tan dola
matru ka mann dola
aate ki roti mitti ka chulla
bidhi pe dulhan budhe pe dulha
balle ga bola phir main bola
matru ki bijlee ka mandola


Dil na jane kyon tujh pe hai aa raha
yeh mera dil na jane kyon
 tujh pe hain aa raha
dil koi khata karta hi ja raha
yeh mera dil koi khata karta hi ja raha
pehchana hai abhi
ehsaas hai naya
na jane kya ho gaya ho ek pal mein
jaise dil mil gaye ho ek pal mein

hai is baat ka aaj asar kaisa
hone laga hai tu bhi mere jaisa
hai is raat ka aaj asar kaisa
hone laga hoon main bhi to tere jaisa
lamha yeh kharida hai maine
tere liye hi rangon se
dil chahe yeh to yu hi beete
aaj tere hi baaton se
hota hi nahi kahi aur aisa nasha
na jane kya ho gaya ho is pal mein


Dil na jane kyon tujh pe hai aa raha
yeh mera dil na jane kyon
 tujh pe hain aa raha
dil koi khata karta hi ja raha
yeh mera dil koi khata karta hi ja raha
pehchana hai abhi
ehsaas hai naya
na jane kya ho gaya ho ek pal mein
jaise dil mil gaye ho ek pal mein

hai is baat ka aaj asar kaisa
hone laga hai tu bhi mere jaisa
hai is raat ka aaj asar kaisa
hone laga hoon main bhi to tere jaisa
lamha yeh kharida hai maine
tere liye hi rangon se
dil chahe yeh to yu hi beete
aaj tere hi baaton se
hota hi nahi kahi aur aisa nasha
na jane kya ho gaya ho is pal mein


Ab hum goom huye  goom huye
sare aam goom huye  goom huye
sare raah goom huye  goom huye
hum bekhabar besabar benazar ho gaye
Maula tu malik hai  Alla tu malik hai

ab hum goom huye  goom huye
kal tak hum the tum huye
sare aam goom huye  goom huye
sare raah goom huye  goom huye
hum bekhabar besabar benazar ho gaye
Maula tu malik hai.................

ishq gajab ka shahar hai
ishq diwanon ka basar hai
bhid karodon ki yahan par
bas ek teri kasar hai
nainon ke bheege bheege
ishteharon se
tujh ko rizana hain
Maula tu malik hai............
ab hum goom huye  goom huye.......

Tuesday, 22 January 2013

Koi kasar Na Rahe


koi kasar na rahe
meri khabar na rahe
chhule mujhe is kadar
beintaha
jab saanson mein teri
saansen ghuli to
phir sulagane lage
ehsaans mere
mujh se kahane lage
ha bahon mein teri
aake jahan to
yu simatane lage
sahara mein jaise
koi behane lage
khoya hu main
aagosh mein
tu bhi kaha
ab hosh mein
makhmali raat ki
ho na subaha
beintaha beintaha
yu pyaar kar
beintaha
dekha karu
saari umar
tere nishaan
beintaha
ha chhu to liya hai
ye jism tune
ruh bhi chum le
alfaaz bhige bhige
koun hai mere
aa yu chur hoke
majboor hoke
katara katara kahe
ehsaans bhige bhige
koun hai mere
tu bekhabar
bhige badan
lete rahe
raat bhar angdaiya
beintaha beintaha
beintaha
koi kasar na rahe
meri khabar na rahe
chhule mujyu pyaar kar
beintaha
dekha karu
saari umar
tere nishaan
he is kadar
beintaha

Sunday, 20 January 2013

Mai Tainu Samhjawan Ki Lyrics


Nai jeena tere baajhon, nai jeena! nai jeena!
Nai jeena tere baajhon, nai jeena! nai jeena!

Main tenu samjhawan ki, 
Na tere baajhon lagda jee!
Main tenu samjhawan ki, 
Na tere baajhon lagda jee! 
Tu ki jaane pyar mera, 
Main karaan intezar tera! 
Tu dil, tunhion jaan meri! 
Main tenu samjhawan ki, 
Na tere baajhon lagda jee!
Haye tu ki jaane pyar mera, 
Main karaan intezar tera! 
Tu dil, tunhion jaan meri!
Main tenu samjhawan ki,
Na tere baajhon lagda jee!

Mere dil vich reh ke
mere dil da haal na jaane! 
Tere baajhon kalleyan beh ke 
ronde nain ni maane! 
Jeena mera haye marna mera, 
Naale tere si.
Kar aitbar mera, 
Main karaan intezar tera! 
Tu dil, tunhion jaan meri! 
Main tenu samjhawan ki, 
Na tere baajhon lagda jee! 

-Female voice starts-
Ooo Ve changa nahion keeta beeba, 
Ve changa nahion keeta beeba, 
Dil mera tod ke! 
Ve bada pachtaaiyaan akhaan, 
Ve bada pachtaaiyaan akhaan, 
Tere naavain jod ke!
Sunjhiyaan sunjhiyaan dil dian galiyaan, 
Sunjhiyaan meriyan baawan! 
Aaja terian khashbowan nu, 
Labhdiyaan merian saahanvaan! 
Tere bina haaye, 
Kiven karaan door udasi, 
Dil bekarar mera! 
Main karan intezar tera! 
Tu dil, tunhion jaan meri! 

Pukarta Chala Hu Main Lyrics


(pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki) - (2)
pukarata chala hoon main

ye dillagi ye shokhiya salaam ki, yahi to baat ho rahi hai kaam ki
koi to mood ke dekh lega is taraf, koi nazar to hogi mere naam ki
pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki
pukarata chala hoon main

suni meri sada to kis yakin se, ghata utar ke aa gayi zameen pe
rahi yahi lagan to ai dil-e-jawaa, asar bhi ho rahega ek haseen pe
pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki
pukarata chala hoon main 

Main Shayar Toh Nahin Lyrics


Main Shaayar To Nahin
(Main Shaayar To Nahin, Magar Ae Haseen
Jab Se Dekha Maine Tujhko
Mujhko Shaayari Aa Gayi) - 2
Main Aashiq To Nahin, Magar Ae Haseen
Jab Se Dekha Maine Tujhko
Mujhko Aashiqui Aa Gayi
Main Shaayar To Nahin
(Pyaar Ka Naam Maine Suna Tha Magar
Pyaar Kya Hai, Yeh Mujhko Nahin Thi Khabar) - 2
Main To Uljha Raha Uljhanon Ki Tarha
Doston Mein Raha Dushmanon Ki Tarha
Main Dushman To Nahin
Main Dushman To Nahin, Magar Ae Haseen
Jab Se Dekha Maine Tujhko
Mujhko Dosti Aa Gayi
Main Shaayar To Nahin
(Sochta Hoon Agar Main Dua Maangta
Haath Apne Uthaakar Main Kya Maangta) - 2
Jab Se Tujhse Mohabbat Main Karne Laga
Tab Se Jaise Ibaadat Main Karne Laga
Main Kaafir To Nahin
Main Kaafir To Nahin, Magar Ae Haseen
Jab Se Dekha Maine Tujhko
Mujhko Bandagi Aa Gayi
Main Shaayar To Nahin, Magar Ae Haseen
Jab Se Dekha Maine Tujhko

Musafir Hun Yaaron


Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikana
Hm Hm He
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Ek Raah Rukh Gayi To Aur Jud Gayi
Main Muda To Saath tha Raah Mudh gayi
Hawaon Ke Paron Par Mera Ashiana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Din Ne Haath Thaam Kar Idhar Bithaliya
Raat Ne Ishaare Se Udhar Bula liya
Subah se Shaam Se Mera Dostana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana